aaj ki is post mein aapko batayenge Android application ko direct Apne computer ya laptop se mobile me install kaise kare, computer ya laptop par kaam karte karte agar aap Chahte Hain Ki Kisi bhi application ko computer se hi mobile mein install kare toh aap laptops se mobile mein direct application ko Install kar sakte
Computer Se App Ko Apne Mobile Me Install Karne Ke Liye Kya Chahiye
- computer ya laptop me Google Chrome browser install hona chahiye
- aap ke mobile ke andar internet connection on hona chahiye
- Jis email id se aap apne computer ke Google Chrome browser login Hai Usi email id se aap apne Android mobile ke play store mein login hona chahiye.Kehne ka matlab computer browser ki email id or Android mobile ke play store ki Gmail ID same hona chahiye
Computer Se Mobile Me Apps Kaise Install Kare
Step 1 apne computer me Google Chrome Browser ko open kare
Step 2 ab upar kone me Google App ka box bana huwa hai us par click kare fir usme Google Play Store par click kare
Step 3 fir category me App par click kare
Step 4 ab Search Box me aap jis bhi app ko install karna chahte ho usko search kare
Step 5 ab Insatall Par Click Kare
Step 6 ab aap ko apni email id verify karne ke liye bola Jayega this bhi email id se aap apne Android mobile mein login hai us email id ko select kare fir next par click kare
Step 7 ab aap ko apna mobile model number Dikhai Dega agar aap ek hi mail ID se ek Se Jyada mobile mein login to apne mobile ko select kare Fir Install Par click kare
Step 8 mobile model number select karne ke baad ek baar Phir Se aap ko install par click karna hai ab aap ke mobile me application install Hona start ho jayega
friend is Prakar se aap apne Android mobile me computer ya laptop se direct application install kar sakte ho I hope ab aap samajh Gaye hoge computer se mobile mein application download install kaise kare